

RAJNITI AUR RAJNITI
DOSTO AAJ AAP LOGO KE SATH AATANBAD AUR RAJNITI KE BARE ME BATE KARNE KO JI CHAHA,KYOKI A AESI BAT HAI JO AAJ HAMARE DESH ME DIMAK KI TARAH LAG GAYE HAI, AB SAMAJH ME NAHI AATA KI A KAVI KHATAM HOGA KI NAHI.
AAJ HUME PAKISTAN,BANGLADES YA CHIN JESE DESHO SE DARNE KI JAROORAT NAHI YA UNSE DAR NAHI HAI DAR HAI TO KEBAL BHITAR BEDE DUSMANO SE HAI,A AESE DUSMAN HAI JINKI PAHCHAN HI NAHI HO PA RAHI HAI.
AAJ HAMARE BBHARAT DESH ME GHAR ME HI BAHUT DUSMAN PEDA HO GAYE HAI JO SAMAY SAMAY PAR VIDESI TAKTO KA SATH DETI RAHTI HAI.AUR HAMARE BHARAT DESH KA AMAN CHEN KHARAB KARTI RAHTI HAI.
DOSTO AAJ HUM DESH BASI ANEKO SAMSAYO GHIRE HUYE SARKARE KYA KAR RAHI HAI A MAHATVPURN NAHI HAI,MAHATVPURN YAH HAI KI HUM APNI TARAF SE SYSTEM KOP SUDHARANE KI LIYE KYA KAR RAHI HAI,AAP LOGO KE BICHARO KI HUME ABASYAKTA HAI.
BHARAT DESH ME JO LOKTANTRA HAI USE ME WO SHIRF QUANTITY PAR HI DEPAND KARTA HAI NA KI QUALITY PAR YAHA SARKAR BANANE KE LIYE JAYADA SE JAYADA SANSAD, BIDHAYAK KI JAROORAT HAI NA KI YAH DHEKHA JATA HAI KI WO KYA HAI ?
हमारा देश आजादी के समय दो भागो में वत गया था,लेकिन अब ना जाने कितने भागो में वाट जाएगा पता नही मराठी गुजराथी,गुजर आदि ना जाने कितने भागो में क्या होगा हमारे भारत देश का,हमारे देश में अब तो भाषा के नम पर भी राजनीती चल रही यह कहा तक उचित है,लोग भी इन नेताओ की बातो में आ जाते है.
No comments:
Post a Comment